Nahi maaloom hasrat hai
Yaa tu meri mohabbat hai
Nahi maaloom hasrat hai
Yaa tu meri mohabbat hai
Main itna jaanta hu bas
Main tujhko maangta hun bas
Main itna jaanta hu bas
Main tujhko maangta hun bas
Ki mujhko teri zaroorat hai
Haan, mujhko teri zaroorat hai
oh mujhko teri zaroorat hai
oh mujhko teri zaroorat hai
Mujhko teri zaroorat hai
Mujhko teri zaroorat hai
Ho...
Yeh shohrat or ye daulat khudaai de nahi sakte
Ho...
Yeh shohrat or ye daulat khudaai de nahi sakte
Ho meri tanhaai se mujhko rihaai de nahi sakte
Ho zamane ka hai mujh pe haq
Tere sapno pe haq mera
Siva mere siva ye kisi ko dikhaai de nahi sakte
Nahi maaloom yeh haq hai (haq hai..haq hai..)
Haqiqat yaa hamaqat hai
Main itna jaanta hu bas
Main tujhko maangta hun bas
Main itna maanta hu bas ki
Mujhko teri zaroorat hai
Haan, mujhko teri zaroorat hai
[Repeats]
Ho.. mujhko teri zaroorat hai...
Chahe jo mile, meri khuli hai raahen
Le le dil koi, jaaye mill koi
De de dil koi, meri khuli hai baahein
Main ho gaya single, I wanna mingle
Haseeno rehna bach ke zaraa
Kunwara hoon kunwara, kunwara hoon kunwara
Kunwara hoon kunwara hoon... [x4]
Ho aankhon ki hogi jo aankhon se ladayi toh
Aankhon mein raatein hongi
Hoo aayenge pyare se SMS bhi raaton ko
Chahat ki baatein hongi
Raaton mein, baaton mein
Haathon mein leke dil aaye
Ho ho chahe yeh chahe woh
Koi bhi ab toh mil jaaye
Main ho gaya single, I wanna mingle
Haseeno rehna bach ke zaraa..
Kunwara hoon kunwara, kunwara hoon kunwara
Kunwara hoon kunwara hoon.. [x4]
Hey....
Kunwara hoon kunwara....
Begaani shaadi mein Abdulla deewana main
Lautu naa lautu ghar pe
Koi naa puche re, kaise tha?, kahaa tha? main
Koi naa tension sar pe
Chahe jo mile, meri khuli hai raahen
Le le dil koi, jaaye mill koi
De de dil koi, meri khuli hai baahein
Main ho gaya single, I wanna mingle
Haseeno rehna bach ke zaraa
Kunwara hoon kunwara, kunwara hoon kunwara
Kunwara hoon kunwara hoon... [x4]
C'mon yeah...
C'mon just like that
yeah I love you
Parwane shamma jalayein jal jaaye naa Bipasha
Baithe hain jaal bichhaye, phans jaaye naa Bipasha
www.lyricsmint.com
Ho oooo
Everybody everbody aaja nach le zaraa saa
Karle karle tu karle tu thoda tamasha
Jaanu main jaanu tu hai mujh se juda saa
Nahin main nahin main nahi dungi tujhe jhoota dilasaa
Never gonna get her baby
Never gonna get her baby
Bi.pasha Bipasha
Aaja main sikha doon pyaar ki bhasha
Bi.pasha Bipasha
Rab ne fursat mein tarasha
Bi.pasha Bipasha
Aaja main sikha doon pyaar ki bhasha
I'm not too easy
I'm not too easy
You can never ever gonna get Bipasha
Aaja saanson se meri jal jaayega
Aaja mere husn mein doob jaayega
Naa zor koi chal paayega
Aaja... baahon mein aake pachhtayega
Samjha le nadaan dil ko
Kar door abhi mushkil ko
www.lyricsmint.com
Oh ho...
Jisne bhi mujh pe dil haara
Kehlayega woh bechara haan...
Never gonna get her baby
Never gonna get her baby
Bi.pasha Bipasha
Aaja main sikha doon pyaar ki bhasha
Bi.pasha Bipasha
Rab ne fursat mein tarasha
Bi.pasha Bipasha
Aaja main sikha doon pyaar ki bhasha
I'm not too easy
I'm not too easy
You can never ever gonna get Bipasha
Bips you got the eyes, you got the lips
Now c'mon shake shake shake you hips
You got the moves, you got the grooves
Hoo.. abb khud pe nahi kaabu
[Bips you got the eyes, you got the lips
Now c'mon shake shake shake you hips
You got the moves, you got the grooves]
Tu humnawa Bipasha
Tu gulphishaa..
Jaa jaa naa ishq vishq kar paayega
Jaa jaa mere saath mein naa jee paayega
Jaa jaa bemaut muft mar jayega
Jaa jaa chhoote hi shamma jal jaayega
Jaa re nadaan dil tu
Kar abhi door mushkil ko
Oh ho...
Jisne bhi mujh pe dil haara
Kehlayega woh bechara haan...
Never gonna get her baby
Never gonna get her baby
Bi.pasha Bipasha
Aaja main sikha doon pyaar ki bhasha
Bi.pasha Bipasha
Rab ne fursat mein tarasha
Bi.pasha Bipasha
Aaja aaja main sikha doon pyaar ki bhasha
I'm not too easy
I'm not too easy
You can never ever gonna get bipasha
Bips you got the eyes, you got the lips
Now c'mon shake shake shake you hips
You got the moves, you got the grooves
Hoo.. abb khud pe nahi kaabu
[Bips you got the eyes, you got the lips
Now c'mon shake shake shake you hips
You got the moves, you got the grooves]
Jaadu hai tu Bipasha
Lafzon se jo tha pare
Khaalipan ko jo bhare
Kuchh tto tha tere mere darmiyaan
Rishte ko kya mod doon
Naata yeh abb tod doon
Ya phir yun hi chhod doon, darmiyaan
Benaam rishta woh...
Benaam rishta woh, bechain karta jo
Ho naa.. sake jo bayaan, darmiyaan
Darmiyaan Darmiyan
Darmeyaan Darmeyan
Kuchh tto tha tere-mere darmiyaan
Haaye
Darmiyaan Darmiyan
Darmeyaan Darmeyan
Kuchh tto tha tere-mere darmiyaan
Oh its a special feeling
These moments between us
How will I live without you [x2]
Aankhon mein tere saaye
Chahoon tto ho na paaye
Yaado'n se teri faasla haye
Jaake bhi tu na jaaye
Thehri tu dil mein haaye
Hasrat si banke kyun bhala
Kyun yaad karta hoon
Mit.ta hoon banta hoon
Mujhko tto laayi yeh kahaan
Benaam rishta woh...
Benaam rishta woh, bechain karta jo
Ho na sake jo bayaan darmiyaan
Darmiyaan Darmiyan
Darmeyaan Darmeyan
Kuch toh tha tere mere darmiyaan
Haaye..
Darmeyaan Darmiyan
Darmiyaan Darmeyan
Kuchh toh tha tere mere darmiyaan
Hard for us to say
It was so hard for us to say
Can't close a day by day
But Then the world's got me in way
Darmeyaan
Aaan... chalte thay jinpe hum-tum
Raaste woh saare hain gum
Ab kaise dhoondein manzilein
Raatein hain jaise maatam
Ab toh hain din bhi gumsum
Roothi hain saari mehfilein
Itna saa taana yun yaad aana
Bann jaaye aansoon bhi zubaan
Benaam rishta woh...
Benaam rishta woh, bechain karta jo
Ho naa sake jo bayaan darmiyaan
Darmiyaan Darmiyan
Darmeyaan Darmeyan
Kuch toh tha tere mere darmiyaan
Haaye..
Darmeyaan Darmiyan
Darmiyaan Darmeyan
Kuchh toh tha tere mere darmiyaan
Ever got this feeling, can you hear me calling "I Love You"
Standing beside you, want so much to give you and Love You
Saanson mein hai sansani si kyun saath tere
Lage yeh shehar pyara kyun sath tere
Aisa lagta mere hi hai jazbaat tere
Lag eyeh shehar pyara kyun sath tere
Jab mein tumhare sath hoon
Jaldi se chalne lage samaa
Jab main tumhare sath hun
Khamoshi bolo bane kyun jubaan
Jannat sa lagne lage jahaan
Sajde karta kyun aasmaan
Jab main tumhare sath hun
Saath hoon
Haan main saath hoon
I've got this feeling, can you hear me calling "I Love You"
Tere saath hoon
She would seen it coming nothing come from nothing I love you
Tere sath hoon..Tere sath hoon
Hoo... itne pal tere sath beete utne pal aisa lage
Jaise khushiyan bik rahi ho muft har jagah
Saanson mein geeton ka ho gumaan
Jo main tumhaare saath hun
Jab main tumhare sath hun
Jaldi se chalne lage sama
Jab main tumhare saath hun
Khamoshi bolo bane kyun zubaan
Jannat sa lagne lage Jahaan
Sajde karta kyun aasmaan
Jab main tumhare saath hun
Sath hun....Sath hun
Haan main saath hoon....
hoo...
Tere saath hoon
oo...
Lagti hai woh raah nayi
Jiss pe dil sau baar chala
Jaane kyun lage kum mujhe ik faasla
Shokh si khwahish bhi ho jawaan
Jab main tumhare
Jab main tumhare sath hun
Jab main tumhare sath hun
Jaldi se chalne lage sama
Jab main tumhare saath hun
Khamoshi bolo bane kyun zubaan
Jannat sa lagne lage Jahaan
Sajde karta kyun aasmaan
Jab main tumhare saath hun ...saath hun
Haan main saath hoon....
I've got this feeling, can you hear me calling "I Love You"
She would seen it coming nothing come from nothing I love you
Tere saath hoon...
8:46 AM
Online

Subscribe
Follow me!
0 comments:
Post a Comment